Monday 13 January 2014

"Lafz" hi aisi chiz hai jiski wajah se insaan, "ya to dil mein utar jata hai." "ya dil se utar jata hai" Zindagi K Is Kashmakash May, Waise To Mai Bhi Kafi Busy Hu, Lekin Waqt Ka Bahana Bana Kar, Apno Ko Bhul Jana Mujhe Aaj Bhi Nahi Aata.!! Jaha yaar yad na aaye wo tanhai kis kam ki, Bigde rishte na bane to khuddari kis kam ki, Beshak apni manzil tak jana hai, Par jaha se apna dost na dikhe wo UNCHAAYI kis kaam ki... JA...SP.

No comments:

Post a Comment